Tuesday, July 5, 2011

Charan Sharan Mein Aaike, Dharu Tihaara Dhyaan


JAI SHRI HANUMAN
JAI SHRI HANUMAN
JAI SHRI HANUMAN

Charan sharan mein aaike, dharu tihaara dhyaan
Sankat se raksha karo, pawan putra Hanuman

Durgam kaaj banaike, keejhe bhakt nihaal
Ab mori binati suno, hey Anjani ke laal

Haath jod binati karun, suno veer Hanuman
Darshan hoye SiyaRam ka,
Prem bhakti dehu daan
Kashton se raksha karo, Raam bhakti dehu daan
Jai Jai Pawan Putra Hanuman
Jai Jai Pawan Putra Hanuman
***
Pawan Putra Hanuman Jee sabki raksha karna
sabko kashton se durr rakhana
sabke kaaraj poore karna
NaaZ ka khayal rakhana
Jai Jai Pawan Putra Hanuman
Jai Jai Pawan Putra Hanuman


No comments:

Post a Comment