Saturday, July 16, 2011

Tapori Scene - Chillar Party (2011)

"kya mach-mach kar re li hai maa
apun thak ke aaila hai
dimag ki maachis mat jala
apun ne aisa na bol dia jo tu aag ugal ri hai
isko samjha na bhai"

"bole to Bapu India ka woh bhai tha
jisne angrejo ki waat lag di thi
aur
India se tadi paar kar dia tha
Samjhi kya" 

"bole to khane ka
khujane ka
batti bhujane ka
so jaane ka
kyaa...."

"aye khajur log taliya"

No comments:

Post a Comment