Saturday, May 5, 2012

Shiv Shankar Ko Magan Dekh Kar


Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Shiv Shankar Ko Magan Dekh Kar
Bhasmasur Aage Aaya
Dedo prabhu vardan
Dedo prabhu vardan bhakt ne apna sheesh jhukaya
Umanath ne haath uthakar usko var de dala
Jiske sir par haath dharoge, bhasm karegi jwala

***
Bholenath sabki ardas poori karna
sabki vinati sunna
sabko dukh-takleef-dard-garibi se door rakhana
sabko khushiyaa-tarakki pradan karna
maa ka hamesha har pal khayal rakhana
mujhe kshama mukt karna
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

No comments:

Post a Comment