Tuesday, February 8, 2011

khuda jaane ki use yaad bhi hai ki nahi

khuda jaane ki use yaad bhi hai ki nahi
maine ek khat likha tha use apne marne se pehle...

na JALANE ka usmein zikr tha
na QABR mein dalne ka usmein zikr tha
baahon mein bhar lo mujhe, yeh zikr tha marne se pehle...

#Romil

खुदा जाने की उसे याद भी है कि नहीं 
मैंने एक खत लिखा था उसे अपने मरने से पहले... 

ना जलाने का उसमें जिक्र था 
ना कब्र में डालने का उसमें जिक्र था 
बाँहों में भर लो मुझे, यह जिक्र था मरने से पहले... 

#रोमिल

No comments:

Post a Comment