Tuesday, October 18, 2011

na kabhi apne dil ko padha

Meer ko padha
kabhi Ghalib ko padha
tumne kitabon mein Faiz ko padha
kaisi nadaan thi tum
na kabhi apne dil ko padha
na kabhi Romil ki aankhon ko padha...

No comments:

Post a Comment