Monday, December 19, 2011

koi

raat mein bistar par phool saza leta hai koi
khawab mein hi kisi ko apna bana leta hai koi
aur angdayee lekar jab woh bharta hai baahon mein
romil, takiye ko bhi mehboob bana leta hai koi...

No comments:

Post a Comment