baadal garaje, bijli chamke, tadap-tadap ke reh jaye
neer bahaye aakhiyaan, yeh dooriyan na seh paye
mohabbat ka mehal bana kar tune hi ise tod diya
teri is nadani par kabhi hum muskaaye, kabhi hum gussaye
jab - jab sawan mulaqaton ki boondein barsaye
hum ghar mein baithe armano ko jalaye
aur
maa ke bina yeh mann kahi na lage
kaise hum isko samjhaye,
kaise hum khawab sajaye.
- romil
No comments:
Post a Comment