ab bhi kuch armaan dil mein sajaye rakhe hai
maine is dil ke katre mein kai samundar chhupaye rakhe hai...
humpe jo guzari hai tumko kaise bataye
kai khat tere naam humne likh rakhe hai...
aur Ishq ko samajhana hai to bas is baat se samjho
humne "kabron par bhi kai Tajmahal banaye rakhe hai"

aur
sunta hai kaun "Damini" ki cheekh ko
insaniyat se hum log kosaun-dooriya banaye rakhe hai...
satta se samjhauta kar bik jaati hai khabarein
hum khabaron ka bazaar lagaye rakhe hai...
gar paapi ho to qabul karo gunah "sant bapu"
paropkaron ke dhandhe se kyon paap chhupaye rakhe hai...
#Romil

अब भी कुछ अरमान दिल में सजाये रक्खे है
मैंने इस दिल के कतरे में कई समुंदर छुपाये रक्खे है...
हमपे जो गुज़री है तुमको कैसे बताये
कई ख़त तेरे नाम हमने लिख रक्खें है...
और इश्क़ को समझना है तो बस इस बात से समझो
हमने "क़ब्रों पर भी कई ताजमहल बनाये रक्खें है...
और
सुनता है कौन "दामिनी" की चीख़ को
इंसानियत से हम लोग कोसों दूरियां बनाये रक्खें है...
सत्ता से समझौता कर बिक जाती है खबरें
हम खबरों का बाज़ार लगाये रक्खें है...
ग़र पापी हो तो क़बूल करो गुनाह "संत बापू"
परोपकार के धन्धे से क्यों पाप छुपाये रक्खें है...
#रोमिल
No comments:
Post a Comment