har koi puchata raha humse
kya tumne kahi RaJ ko dekha hai...
jo ishq mein roz jiya karta tha
sanam ki baatein yaad kar-kar muskurata rehta tha
us shaks ko kahi dekha hai...
kya tumne kahi RaJ ko dekha hai...
jo ishq mein roz jiya karta tha
sanam ki baatein yaad kar-kar muskurata rehta tha
us shaks ko kahi dekha hai...
har koi puchata raha humse
kya tumne kahi Sunny ko dekha hai...
honth khamosh, aankhon mein roshani
lab par hamesha rab da naam, dua mein dusaron ki khushi
us shaks ko kahi dekha hai...
kya tumne kahi Sunny ko dekha hai...
honth khamosh, aankhon mein roshani
lab par hamesha rab da naam, dua mein dusaron ki khushi
us shaks ko kahi dekha hai...
har koi puchata raha humse
kya tumne kahi Sultan ko dekha hai...
dosti mein jeena, reshami sapne bunna,
aasman ko qadamo mein rakhana
ladate-jhagadate-roothate-manate zindagi ke manzaron ko jeena
us shaks ko kahi dekha hai...
har koi puchata raha humse
kya tumne us shaks ko kahi dekha hai...
#Romil
kya tumne kahi Sultan ko dekha hai...
dosti mein jeena, reshami sapne bunna,
aasman ko qadamo mein rakhana
ladate-jhagadate-roothate-manate zindagi ke manzaron ko jeena
us shaks ko kahi dekha hai...
har koi puchata raha humse
kya tumne us shaks ko kahi dekha hai...
#Romil
हर कोई पूछता रहा हमसे
क्या तुमने कहीं राज को देखा है
जो इश्क में रोज जिया करता था
सनम की बातें याद कर-कर
मुस्कुराता रहता था
उस शख्स को कहीं देखा है...
हर कोई पूछता रहा हमसे
क्या तुमने कहीं सनी को देखा है...
होंठ खामोश, आंखों में रोशनी
लब पर हमेशा रब दा नाम, दुआ में दूसरों की खुशी
उस शख्स को कहीं देखा है...
हर कोई पूछता रहा हमसे
क्या तुमने कहीं सुल्तान को देखा है...
दोस्ती में जीना, रेशमी सपने बुनना,
आसमान को कदमों में रखना
लड़ते-झगड़ते-रूठते-मनाते
जिंदगी के मंजरों को जीना
उस शख्स को कहीं देखा है...
हर कोई पूछता रहा हमसे
क्या तुमने उस शख्स को कहीं देखा है...
#रोमिल
No comments:
Post a Comment