yeh to nahi ki mohabbat nahi
magar ab woh junoon, woh deewangi nahi
roj saath ek hi bistar par hote hai do badan
magar baahon ki woh bandhi zanjeer nahi...
magar ab woh junoon, woh deewangi nahi
roj saath ek hi bistar par hote hai do badan
magar baahon ki woh bandhi zanjeer nahi...
bas risthey nibha raha hoon
bas jimmedariyan nibha raha hoon
samaj ke bandhe bandhan hai, dil ki koi aarzoo nahi...
qamyabi, aish-o-aaram, daulat sab hai mere pass
bas dil mein koi khushi nahi...
#Romil
यह तो नहीं कि मोहब्बत नहीं
मगर अब वो जुनून, वो दीवानगी नहीं...
रोज साथ एक ही बिस्तर पर होते हैं दो बदन
मगर बाहों की वो बंधी जंजीर नहीं...
बस रिश्ते निभा रहा हूं
बस जिम्मेदारियां निभा रहा हूं
समाज के बँधे बंधन है, दिल की कोई आरज़ू नही...
कामयाबी, ऐशो-आराम, दौलत सब है मेरे पास
बस दिल में कोई खुशी नहीं...
#रोमिल
No comments:
Post a Comment