yeh saal bhi beetane ke kagaar pe hai
main aur meri rooh maut ke intezaar mein hai
bas isi sawaal pe dhadhak raha hai dil
kya jism aaj bhi usse milan ki pyas mein hai?
umar bhar sach kaha aur sach ke siwa kuch na kahan
wohi hi aaj kisi ke jhooth ki giraft mein hai.

gulab tehni se toota aur zameen pe na gira
aaj bhi mehakta kisi ki goad mein hai
dariya ke pass dekho kab se khada hua hai
khuda, dariya ke pass dekho kab se khada hua hai
woh garib shaks keval ek bond ki aas mein hai...
#Romil
aaj bhi mehakta kisi ki goad mein hai
dariya ke pass dekho kab se khada hua hai
khuda, dariya ke pass dekho kab se khada hua hai
woh garib shaks keval ek bond ki aas mein hai...
#Romil
यह साल भी बीतने के कगार पे है
मैं और मेरी रूह मौत के इंतजार में है
बस इसी सवाल पर धड़क रहा है दिल
क्या ज़िस्म आज भी उससे मिलन की प्यास में है
उम्र भर सच कहा और सच के सिवा कुछ ना कहाँ
वही ही आज किसी की झूठ की गिरफ़्त में है
गुलाब टहनी से टूटा और जमीन पे ना गिरा
आज भी महकता किसी की गोद में है...
दरिया के पास देखो कब से खड़ा हुआ है
खुदा, दरिया के पास देखो कब से खड़ा हुआ है
वो गरीब शख्स केवल एक बूंद की आस में है...
#रोमिल
No comments:
Post a Comment