ab yeh hi samjho jeene ki rasm nibha raha hoon
ya adhure khawabon ko poora karne ka farz nibha raha hoon
saansein chubhati hai rooh mein
barson se padi kitabon par se dhool udha raha hoon
aisa lag raha hai ki zindagi ka bhoj utha raha hoon

reh-reh kar logon ki katati baatein yaad aati hai
chand sikkon ki dheliyon ke beech dabi hui majbooriyan satati hai
aawazein bhi aansooyon ke beech badal si jaati hai
jism se nikal kar saansein ab rooh hi ho jaana chahti hai
zameen ko chhod kar aasmano mein gudgudana chahta hoon.
ab yeh hi samjho jeene ki rasm nibha raha hoon
ya adhure khawabon ko poora karne ka farz nibha raha hoon.
#Romil

अब यह ही समझो जीने की रस्म निभा रहा हूं
या अधूरे ख्वाबों को पूरा करने का फर्ज निभा रहा हूं
सांसे चुभती है रूह में
बरसों से पड़ी किताबों पर से धूल उड़ा रहा हूं
ऐसा लग रहा है कि जिंदगी का बोझ उठा रहा हूं.
रह-रह कर लोगों की काटती बातें याद आती है
चंद सिक्कों की ढेलियों के बीच दबी हुई मजबूरियां सताती हैं
आवाज़ें भी आंसुओं के बीच बदल सी जाती है
जिस्म से निकलकर साँसें अब रूह हो जाना चाहती है
जमीन को छोड़कर आसमानों में गुदगुदाना चाहता हूं.
अब यह ही समझो जीने की रस्म निभा रहा हूं
या अधूरे ख्वाबों को पूरा करने का फर्ज निभा रहा हूं.
#रोमिल
No comments:
Post a Comment