na jaane kaun chhupkar meri taqdeer se khel raha hai...
kabhi kheechata hai to kabhi dheel de deta hai
na jaane kyon lattu ki tarah mujhe nacha raha hai...
badalon ke peeche chhupa hai ya fir zameen mein kahin
samne kabhi mere nahi aata hai...
kabhi kheechata hai to kabhi dheel de deta hai
na jaane kyon lattu ki tarah mujhe nacha raha hai...
badalon ke peeche chhupa hai ya fir zameen mein kahin
samne kabhi mere nahi aata hai...
ek sira rassi ka mere haath main bhi to de
fir dekh tu kaise mujhe nachata hai
abhi to mohare bhi tere hai, chaal bhi teri hai..
isliye tu chhupkar akad mujhe dikhata hai...
jis pal mere haaton mein chal aa gai
us pal dekh teri seh bhi hogi... maat bhi hogi...
fir dekhe tujhe kaun haar se bachata hai...
khuda tu bhi soch le... kisi aashiq se tera paala pada hai...
marr kar bhi jeet jo apne naam likh jaata hai...
#Romil
marr kar bhi jeet jo apne naam likh jaata hai...
#Romil
ना जाने कौन छुपकर मेरी तकदीर से खेल रहा है...
कभी खींचता है तो कभी ढील दे देता है...
ना जाने क्यों लट्टू की तरह मुझे नचा रहा है...
बादलों के पीछे छुपा है या फिर जमीन में कहीं
सामने कभी मेरे नहीं आता है...
एक सिरा रस्सी का मेरे हाथ में भी तो दे
फिर देख तू कैसे मुझे नचाता है
अभी तो मोहरे भी तेरे हैं, चाल की तेरी है...
इसलिए तू छुपकर अकड़ मुझे दिखाता है...
जिस पल मेरे हाथों में चाल आ गई
उस पल देख तेरी सह भी होगी... मात भी होगी...
फिर देखे तुझे कौन हार से बचाता है...
खुदा तू भी सोच ले... किसी आशिक से मेरा पाला पड़ा है... मर कर भी जीत जो अपने नाम लिख जाता है...
#रोमिल
No comments:
Post a Comment