Saturday, March 31, 2012

gair bankar woh shaks milta hai mujhse

gair bankar woh shaks milta hai mujhse romil
jo mujh mein basa hai rooh ki tarah.

mod diya usne meri zindagi ka asmaan
chala tha woh bahut tez haawan ki tarah.

kal raat rote-rote takiya bheeg gaya
uski yaad aai ho aansoo ki tarah.

usko galiyan dekar woh khud par sitam karta hai
log kehte hai uska ishq hai pagalon ki tarah.

No comments:

Post a Comment