Thursday, May 17, 2012

Shiva Om, Shiva Om, Shiva Om, Shiva Om.

Shiva Om, Shiva Om, Shiva Om, Shiva Om.

Vahi Aatma Sacchidanand Mein Hoon,
Amar Aatma Sacchidanand Mein Hoon.

Akhil Vishwa Ka Jo Param Aatma Hai,
Sabhi Praniyon Ka Wahi Aatma Hai.

Wahi Aatma…. Shiva Om.

***
Shiva Ji sabhi praniyon ki raksha karna
sabhi praniyon ko sukh-shanti dena
sabko tarakki-gyan-sadbuddhi dena
maa ka hamesha har pal khayal rakhana
mujhe papon ke bandhan se mukt karna
Om namah shivaya
Om namah shivaya
Om namah shivaya

No comments:

Post a Comment