Sunday, December 8, 2013

khawaish-e-aarzoo hai

khawaish-e-aarzoo hai ki marr jayun issi waqt
khauf-e-rooh hai ki jaana hai ussi khuda ke ghar.

#Romil

ख्वाइश-ए-आरज़ू है कि मर जाऊँ इसी वक्त
खौफ़-ए-रूह है कि जाना है उसी ख़ुदा के घर...

#रोमिल

main na-qamyab sahi, magar khush hoon ismein

main na-qamyab sahi, magar khush hoon ismein
na harne ka khauf hai, na jeetne ka koi junoon hai ismein.

#Romil

मैं ना-क़ामयाब सही, मगर खुश हूँ इनमें
ना हारने का खौफ़ है,
ना जीतने का कोई जुनून है इसमें...

#रोमिल

Saturday, December 7, 2013

guzarish hai

guzarish hai, koi to faisala kar do
ya mujhe apni qaid mein giraftar kar lo
ya fir mujhe apni giraft se aazad kar do.

#Romil

गुज़ारिश है, कोई तो फैसला कर दो
या मुझे अपनी क़ैद में गिरफ्तार कर लो
या फिर मुझे अपनी गिरफ़्त से आज़ाद कर दो...

#रोमिल

Friday, December 6, 2013

Virasatein chali gai to kya hua

Virasatein chali gai to kya hua Romil
Hum nawabi log hai, aaj bhi akad ki chadar odha kar sote hai.

#Romil

विरासतें चली गई तो क्या हुआ रोमिल
हम नवाबी लोग है, आज भी अकड़ की चादर ओढ़कर सोते है...

#रोमिल

Sunday, December 1, 2013

isse badi aur sazaa

isse badi aur sazaa kya hogi mere naseeb mein
mere liye yeh sazaa kafi hai ki tum aaj bhi ajnabi ho...

#Romil

इससे बड़ी और क्या सजा होगी मेरे नसीब में 
मेरे लिए यह सजा काफी है कि तुम आज भी अजनबी हो... 

#रोमिल

kya hua usne jo....

kya hua usne jo do-chaar baatein suna di romil
hum garib log hai, humko behzat hone ki aadat si hai.

#Romil

क्या हुआ उसने जो दो-चार बातें सुना दी रोमिल 
हम गरीब लोग हैं, हमको बेइज्जत होने की आदत सी है... 

#रोमिल

yeh sirf intezaar-e-yaar nahi

yeh sirf intezaar-e-yaar nahi husn-e-bandagi bhi hai
aarzoo dil aur jism ko hi nahi rooh ko bhi ussi ki hai...

#Romil

यह सिर्फ इंतेज़ार-ए-यार नहीं हुस्न-ए-बंदगी भी है
आरज़ू दिल और जिस्म को ही नहीं...
रूह को भी उसी की है...

#रोमिल