Thursday, August 25, 2011

aaj meri tabiyaat kharab hain

aaj meri tabiyaat kharab hain
hey... hey...
aaj meri tabiyat kharab hain...
***
nausea hain
gale mein pain hain
halka sa jukham hai
aur
halka sa fever bhi hain...
hey... hey...
aaj meri tabiyat kharab hain...
***
na hi doctor ko dekhaya hain
na hi medicine khaya hain
hey... hey...
aaj meri tabiyat kharab hain...
***
office ka kaam bhi kiya hain
fried rice, momo, chuteny ke saath khaya hain
hey... hey...
aaj meri tabiyat kharab hain...
aaj meri tabiyat kharab hain...
***
sachi..
aaj meri tabiyat kharab hain...
sachi...

No comments:

Post a Comment