Saturday, August 27, 2011

Charan sharan mein aaike, dharu tihaara dhyaan

Charan sharan mein aaike, dharu tihaara dhyaan

Sankat se raksha karo, pawan putra Hanuman
Pawan Putra Hanuman

Durgam kaaj banaike, keejhe bhakt nihaal
Ab mori binati suno, hey Anjani ke laal
Hey Anjani Ke Laal

Haath jod binati karun, suno veer Hanuman
Darshan hoye SiyaRam ka,
Prem bhakti dehu daan
Pawan Putra Hanuman
*****
Kashton se raksha karo, Raam bhakti dehu daan
Pawan Putra Hanuman
*****
Sri Veer Hanuman Sabki Raksha Karna
Sabke Kashton Ko Dur Karna
Sabke Sankat Se Raksha Karna
NaaZ Ka Khayal Rakhana
JAI SRI SIYARAM
JAI PAWAN PUTRA HANUMAN

No comments:

Post a Comment