Monday, September 19, 2011

Hain Ankh Woh Jo Shyam Ka Darshan Kiya Kare

Hain Ankh Woh Jo Shyam Ka Darshan Kiya Kare
Hain Shish Jo Prabhu Charan Me Vandan Kaiya Kare
Bekaar Woh Mukh Hai Jo Rahe Vyarth Bathon Me
Mukh Woh Hai Jo Hari Naam Ka Sumiran Kiya Kare
Here Moti Se Nahi Shobha Hai Hath Ki
Hai Hath Jo Bhagavan Ka Poojan Kiya Kare
Mar Kar Bhi Amar Naam Hai Us Jeev Ka Jag Me
Prabhu Prem Me Balidaan Jo Jeevan Kiya Kare.
***
Parmatma jee har dusht ka naash karna
Parmatma jee har bhakt ko sukh-shanti dena
sahi raah dena, prem ashirwad dena
sabka har pal khayal rakhana

Hari Om Shanti 
Hari Om Shanti 
Hari Om Shanti 
Hari Om Shanti

No comments:

Post a Comment