Tuesday, June 26, 2012

Daya Karo Bholenath Ji Inpe Daya Karo

Daya Karo Bholenath Ji Inpe Daya Karo
Aye Mere Bholenath Ji Inpe Daya Karo
Daya Karo Bholenath Ji Inpe Daya Karo
Daya Karo Bholenath Inpe Daya Karo

Aaya Hoon Mein Sharan Tumhari
Aaya Hoon Mein Sharan Tumhari
Karo Kripa Bhole Bhandari
Karo Kripa Bhole Bhandari
Laaj Meri Tere Haath Ji Inpe Daya Karo
Aye Prabhu Bholenath Ji Inpe Daya Karo
Daya Karo Bholenath Inpe Daya Karo
Aye Prabhu Bholenath Inpe Daya Karo

*****
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Bholenath Ji sabpar daya karna
Sabko apni sharan mein lena
sabke karaj poore karna
maa ka hamesha har pal khayal rakhana
mujhe papon ke bandhan se mukt karna
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

No comments:

Post a Comment