Friday, August 10, 2012

BAS AISE HI....

BAS AISE HI....

Suna to aisa laga
Jaise chand khidki pe utar raha ho.
''Bas apne ghar ja rahi hoon main''

''Bahut jald milegi tumko tumhari dreamgirl''
Padh-padh kar muskura raha hoon main.

''Red hot maxxi... aur Piya tu ab to aaja..aaja aaja''
Aaj raat 5 years ka barrier todh dungi main.

''18 saal baad bhaiya ko Rakhi bandhi''
Lagta hai jawan ho gai hoon main.

''Usko nafrat bhi karta hoon, pyar bhi karta hoon''
Kahin paagal, psycho to nahi hoon main.

''Unreplacement, unrecover relation''
Kaash naye sambandh jodh pati main...

#Romil

No comments:

Post a Comment