Tuesday, September 4, 2012

Do Panchi - Parikshit Sahani n Rakhee Gulzar - Tapasya

Parikshit Sahani n Rakhee Gulzar

do panchhi, do tinake, kaho le ke chale hain kahan 
yeh banayenge ek aashiyaan 

yeh to apne hi dhoon mein gaye, us dhoon pe udate jaye 
inki masti ko aur badhaye, sawan ki yeh hawayen 
manzil ke matawale, dekho chhone chale aasman 
ye banayenge yek aashiyaan 

yek pholonbhari ho dali aur uspar ho basera
kuch ayesaa hee meetha meetha hain sapna tera mera
ye sapna sach hoga, keh rahi dhadakanon ki jubaan 
hum banayenge ek aashiyaan

No comments:

Post a Comment