Zihaal-e-Miskeen maqun ba-ranjish,
bahaal (ba-haal)-e-hijra bechara dil hai...(Sunai deti hai jiski dhadkan
tumhara dil ya hamara dil hai) - 2
(Woh aake pehlu mein aise baithe) - 2
Ki shaam aur rangeen ho gai hai
Ki shaam rangeen ho gai hai
Ki shaam rangeen ho gai hai
(Zara-Zara si khili tabiyat
zara si gumgen ho gai hai)-2
Zihaal-e-Miskeen maqun ba-ranjish,
bahaal (ba-haal)-e-hijra bechara dil hai...
(Sunai deti hai jiski dhadkan
bahaal (ba-haal)-e-hijra bechara dil hai...
(Sunai deti hai jiski dhadkan
tumhara dil ya hamara dil hai) - 2
(Ajeeb hai dil ke dard) - 2
Yaaron
(Na ho to mushkil hai jeena iska) -2
(Jo hoon to har dard ek heera
Har ek gam hai nageena iska) - 2
Zihaal-e-Miskeen maqun ba-ranjish,
bahaal (ba-haal)-e-hijra bechara dil hai...
bahaal (ba-haal)-e-hijra bechara dil hai...
(Kabhi kabhi shaam aise dhalti hai
Jaise ghonghat utar raha hai, utar raha) -2
(Tumahre seene se uthta dhuan
hamare seene se guzar raha hai) -2
Zihaal-e-Miskeen maqun ba-ranjish,
bahaal (ba-haal)-e-hijra bechara dil hai...
bahaal (ba-haal)-e-hijra bechara dil hai...
Yeh sharm hai ya haya hai,
kya hai
(Nazar uthate hi jhuk gayi hai) -2
(Tumhari palkon se gir ke shabnam
hamari aankhon mein ruk gayi hai) -2
Zihaal-e-Miskeen maqun ba-ranjish,
bahaal (ba-haal)-e-hijra bechara dil hai...
bahaal (ba-haal)-e-hijra bechara dil hai...
No comments:
Post a Comment