Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshniSooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Jo bhi badali dil ki taal hai, ahaa..
Yunhi hi aaya ek khayal hai, ahaa..
Paate hum hai zindagi ik baar
Kyun na kare khulke hum isko pyaar
Jaane kiska hai hamein intezar
Ke zindagi yehi hai aur yehi
Jo bhi kal tak bus aarzo, ahaa
Woh hi paa gaye hain main aur tu, ahaa..
Thaame hum haathon mein yunhi haath
Shehar bhar mein ghoomenge saath saath
Saare saare din saari saari raat
Baras rahi hai ik khushi har kahin
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Naye naye sapne jo bunn sakey
Ussi zindagi ko kahoon zindagi
Naye naye rasste jo chun sakein
Ussi zindagi ko kahoon zindagi
Har pal machalti ho jhoom ke chalti ho woh hai zindagi
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Paate hum hai zindagi ek baar
Kyun na kare khulke hum isko pyar
Jaane kiska hai hamein intezar
Ke zindagi yehi hai aur yehi
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki, ab hai yeh
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
No comments:
Post a Comment