Chalo yeh Diwali kuch alag tarike se manate hai
Do Diye Jyada Jalate Hai
Hamesha jaan bachane ke liye Shortcut Gali ke naam
Do Diye
(do diye jyada jalao, khushiyaan batoon, khushiyaan badao)
Do Diye
Diwal gali Wicket pe yaar
badi chotein khai hai isne
(do diye jyada jalao, khushiyaan batoon, khushiyaan badao)
Yaar Do Diye
Girls hostel wale Bahadur ke naam
Do Diye
Romance wale Pub ke naam
Apni tanki ke liye Do
Canteen mein apni table ke liye Do
(khushiyaan batoon, khushiyaan badao, do diye jyada jalao)
Har masti ke liye Do
aur
Har punishment ke liye Do
Bhoot bangle ke liye Do
aur
Late night entry ke liye Do
(do diye jyada jalao, khushiyaan batoon, khushiyaan badao, har kone ko roshan banao, do diye jyada jalao)
Khushiyaan Batanein Se Hi Badhati Hain.
To Coke Pilao, Khushiyaan Badao.
No comments:
Post a Comment