Saturday, February 18, 2012

Maiya Ko Dhula Pasand Nahi

Barat Aai Shiv Ki Barat Aai Hai
Barat Aai Shiv Ki Barat Aai Hai
Raja Himachal Dware Baje Sehnai Hai
Gaura Ki Maiya Rajamand Nahi
Aankhon Ke Aansoo Hote Band Nahi
Hey
Maiya Ko Dhula Pasand Nahi
Maiya Ko Dhula Pasand Nahi
Maiya Ko Dhula Pasand Nahi

***
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Shivratri Ke Pawan Parv par aapse vinati hai Prabhu
Sabke karaj sawaro
Sabko bhavsagar se paar lagao
Sabko manwanchit fhal dena
Maa ko sukh-shanti dena
Mere apradon ko kshama karna
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

No comments:

Post a Comment