Tuesday, March 20, 2012

Hausla Ho Buland - Haywards 5000 Club Advertisement (2011 - 2012)

Maano Ek Karwan Nikal Pada Ho
Aur Uske Saath Chal Pada Tha Main
Andekhe Sheharon Mein Anjani Raahon Par Log Milte Gaye
Aur Kai Chehare Maire Nazaron Mein Baste Gaye
Unki Kahaniyaan Aaj Bhi Mere Kaano Mein Goonj Rahi Hai 

Hausla Jaise Asmaan se ho Buland
Ho Buland
Hausla Ho Buland
Hausla Ho Buland 
Hausla Ho Buland 
Hausla Ho Buland 

Jaise kandhe pe ik dost ka hath ho
Jaise lafzon pe dil ki har ek baat ho
Jaise aankhon se chinta ki chilman hate
Jaise mit jaaye har gham kuchh itna ghate
Jaise raahon mein sapno ki kaliyan khile
Jaise dil mein ujaalon ke dariya bahe
Jaise tann-mann koi geet gaane lage
Jaise soi hui himmat angdaai le
Jaise manzil kareeb path mein dikhlai de 
Jaise yeh saari duniya suhani lage
Jaise jeena khushi ki kahani lage
Jaise khul jaaye raste jo ab tak thay band

Hausla Ho Buland
Hausla Ho Buland
Hausla Ho Buland
Hausla Ho Buland
Hausla Jaise Asmaan se ho Buland
Hausla Ho Buland
Hausla Ho Buland
Hausla Ho Buland
Hausla Ho Buland
Hausla Jaise Asmaan se ho Buland
Hausla Ho Buland
Hausla Ho Buland
Hausla Ho Buland
Hausla Ho Buland

Hausla Ho Buland
Hausla Ho Buland
Hausla Ho Buland
Hausla Ho Buland
Hausla Jaise Asmaan se ho Buland 
Hausla Ho Buland
Hausla Ho Buland
Hausla Ho Buland
Hausla Ho Buland
Ho Buland....

Aaj Fir Se Mujhe Nai Raah Bula Rahi Hai
Kuch Anjane
Kuch Andekhe Ki Khoj Mein

Hausla Jaise Asmaan se ho Buland 
Ho Buland....

No comments:

Post a Comment