Friday, July 29, 2011

चादर पर तारे सजाये बैठा था

चादर पर तारे सजाये बैठा था
वोह रात भर चाँद के इंतज़ार में बैठा था...

इंतज़ार था उसे अपने दिल की दुल्हन का
वोह रात को डोली की तरह सजाये बैठा था... 

जुबान में लफ्ज़ अटके हुए थे
वोह कागज़ पर जज़्बात लिखे बैठा था...

जाने कब बज उठे किवाड़ की सिटकनी 
वोह किवाड़ पर नज़रे गड़ाये बैठा था...

जाने क्या सोच कर वोह नहीं आई
सहमा - सहमा सा
डरा - डरा सा
वोह आज भी बिस्तर पर रूह से रूह का एहसास लिए बैठा था...

रोज़ सुबह निकली 
मगर आँखें नहीं सोई रोमिल
न अँधेरा,
न उजाला, 
वोह दिन को रात
और रात को दिन लिए बैठा था...

चादर पर तारे सजाये बैठा था...

#रोमिल

Thursday, July 28, 2011

Suraj Ki Bahoon Mein - Zindagi Na Milegi Dobara (2011)

Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni

Jo bhi badali dil ki taal hai, ahaa..
Yunhi hi aaya ek khayal hai, ahaa..
Paate hum hai zindagi ik baar
Kyun na kare khulke hum isko pyaar
Jaane kiska hai hamein intezar
Ke zindagi yehi hai aur yehi
Jo bhi kal tak bus aarzo, ahaa
Woh hi paa gaye hain main aur tu, ahaa..

Thaame hum haathon mein yunhi haath
Shehar bhar mein ghoomenge saath saath
Saare saare din saari saari raat
Baras rahi hai ik khushi har kahin

Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni

Naye naye sapne jo bunn sakey
Ussi zindagi ko kahoon zindagi
Naye naye rasste jo chun sakein
Ussi zindagi ko kahoon zindagi
Har pal machalti ho jhoom ke chalti ho woh hai zindagi

Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni

Paate hum hai zindagi ek baar
Kyun na kare khulke hum isko pyar
Jaane kiska hai hamein intezar
Ke zindagi yehi hai aur yehi
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki, ab hai yeh
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni

NINNI KAR LO!!


Hukam Rab da le Tu rasta kho nahi sakta

Hukam Rab da le, 
Tu rasta kho nahi sakda,
Ek baari shabd da gyan ta leke vekh pyaareya, 
Tu Rab toh aur Rab tere toh juda ho nahi sakda!

Satnam Sri Waheguru Jee
Satnam Sri Waheguru Jee
***
Sab par apni kripa rakhana deen dukhiyan de data
Sabko khushiyaan-sukh-shanti dena sacche badshah
Sabki ardas poori karna
NaaZ ka khayal rakhana

Satnam Sri Waheguru Jee
Satnam Sri Waheguru Jee
 

"इच्छा आपको इच्छित वस्तु से जोड़ती है और उम्मीद उसे आपके जीवन में खींच लाती है."

"इच्छा आपको इच्छित वस्तु से जोड़ती है और उम्मीद उसे आपके जीवन में खींच लाती है."

बॉब प्रॉक्टर

Wednesday, July 27, 2011

RAKHO-RAKHO KIRPA DHAAR,

RAKHO-RAKHO KIRPA DHAAR, 
TERI SARAN TERE DARVAAR, 
JIS OOPER NADAR KAREY KARTAAR, 
TISS JAN KE SABH KAAJ SVAAR, 
TISS KA RAKHA EKO SOE, 
JANN NANAK APPADHH NAA SAKEY KOE.
SATNAM SRI WAHEGURU JEE
SATNAM SRI WAHEGURU JEE
***
Sri Waheguru Jee apne har bande ko sukh-shanti dena
apne har bande ke kaaraj poore karna
apne har bande ke jeevan ki sabhi kamnaiye poori karna
NaaZ ka khayal rakhana
SATNAM SRI WAHEGURU JEE
SATNAM SRI WAHEGURU JEE

अगर आप सचमुच प्रबलता से सोच लें, तो आपके विचार दुनिया भर के भूखे लोगों को भोजन करा सकते हैं .

"अगर आप सचमुच प्रबलता से सोच लें, तो आपके विचार दुनिया भर के भूखे लोगों को भोजन करा सकते हैं ."

होरेशियो बोनर (१८०८-१८८९)