Thursday, August 4, 2011

O Rabba Mein To Mar Gaya Hoi - Mausam (2011)

Koi dil bekab kar gaya
Aur ishka dil mein bhar gaya
Koi dil bekabu kar gaya
Aur ishka dil mein bhar gaya
Aankhon.. aankhon mein woh
Lakhon gallan kara gaya hoi
O rabba mein to mar gaya hoi
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya hoi
O rabba mein to mar gaya hoi..
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya hoi

Koi dil bekabu kar gaya
Aur ishka dil mein bhar gaya
Aankon.. aankon mein woh
Lakhon gallan kara gaya hoi

O rabba mein to mar gaya hoi
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya hoi
O rabba mein to mar gaya hoi..
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya hoi

Kab dil chaahein khamoshi ke..
Hothon pe main likh du, pyaari si baatein kayi..
Hoo.. Kuch pal mere naam kare woh.. Main bhi uske naam pe, likhun mulakatein kayi..
Ho.. Pehli hi takni mein ban gayi jaan pe..
Naina waina uske mere dil pe chapehh..
Ab jaaoon kaha pe..
Dil ruka hai wahaan pe..
Jahaan dekh ke mujhe woh aage badh gaya oye..
Oh rabba main toh mar gaya oye..
Shadaayi muje kar gaya kar gaya oye..
Oh rabba main toh mar gaya oye..
Shadaayi muje kar gaya kar gaya oye..

Koi dil bekaabu kar gaya aur ishqaan dil mein bhar gaya..
Aankhon aankhon mein woh laakhon gallaan kar gaya oye..
Oh rabba main toh mar gaya oye..
Shadaayi muje kar gaya kar gaya oye..
Oh rabba main toh mar gaya oye..
Shadaayi muje kar gaya kar gaya oye..

महीने हुए मुलाक़ाते नहीं होती

महीने हुए मुलाक़ाते नहीं होती
दरीचों से छुप-छुप कर झांकते रहते है बातें नहीं होती.

लफ्ज़ जैसे ठहर से गए हो
आँखें जैसे पथरा सी गई हो
बड़ी बेचैन सी रहती है यह खिड़कियाँ 
दरीचों से छुप-छुप कर बातें नहीं होती.

बहुत मसरूफ रहता है आजकल वोह
दिन भर आवारा बना रहता है आजकल वोह
किस कूचें, किस गली, किस चौक पर बैठा है आजकल वोह 
आज कल उससे छत की मुंडेरों पर मुलाकातें नहीं होती..

महीने हुए मुलाक़ाते नहीं होती
रोमिल दरीचों से छुप-छुप कर झांकते रहते है बातें नहीं होती.

Friday, July 29, 2011

चादर पर तारे सजाये बैठा था

चादर पर तारे सजाये बैठा था
वोह रात भर चाँद के इंतज़ार में बैठा था...

इंतज़ार था उसे अपने दिल की दुल्हन का
वोह रात को डोली की तरह सजाये बैठा था... 

जुबान में लफ्ज़ अटके हुए थे
वोह कागज़ पर जज़्बात लिखे बैठा था...

जाने कब बज उठे किवाड़ की सिटकनी 
वोह किवाड़ पर नज़रे गड़ाये बैठा था...

जाने क्या सोच कर वोह नहीं आई
सहमा - सहमा सा
डरा - डरा सा
वोह आज भी बिस्तर पर रूह से रूह का एहसास लिए बैठा था...

रोज़ सुबह निकली 
मगर आँखें नहीं सोई रोमिल
न अँधेरा,
न उजाला, 
वोह दिन को रात
और रात को दिन लिए बैठा था...

चादर पर तारे सजाये बैठा था...

#रोमिल

Thursday, July 28, 2011

Suraj Ki Bahoon Mein - Zindagi Na Milegi Dobara (2011)

Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni

Jo bhi badali dil ki taal hai, ahaa..
Yunhi hi aaya ek khayal hai, ahaa..
Paate hum hai zindagi ik baar
Kyun na kare khulke hum isko pyaar
Jaane kiska hai hamein intezar
Ke zindagi yehi hai aur yehi
Jo bhi kal tak bus aarzo, ahaa
Woh hi paa gaye hain main aur tu, ahaa..

Thaame hum haathon mein yunhi haath
Shehar bhar mein ghoomenge saath saath
Saare saare din saari saari raat
Baras rahi hai ik khushi har kahin

Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni

Naye naye sapne jo bunn sakey
Ussi zindagi ko kahoon zindagi
Naye naye rasste jo chun sakein
Ussi zindagi ko kahoon zindagi
Har pal machalti ho jhoom ke chalti ho woh hai zindagi

Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni

Paate hum hai zindagi ek baar
Kyun na kare khulke hum isko pyar
Jaane kiska hai hamein intezar
Ke zindagi yehi hai aur yehi
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki, ab hai yeh
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni

NINNI KAR LO!!


Hukam Rab da le Tu rasta kho nahi sakta

Hukam Rab da le, 
Tu rasta kho nahi sakda,
Ek baari shabd da gyan ta leke vekh pyaareya, 
Tu Rab toh aur Rab tere toh juda ho nahi sakda!

Satnam Sri Waheguru Jee
Satnam Sri Waheguru Jee
***
Sab par apni kripa rakhana deen dukhiyan de data
Sabko khushiyaan-sukh-shanti dena sacche badshah
Sabki ardas poori karna
Sabka khayal rakhana

Satnam Sri Waheguru Jee
Satnam Sri Waheguru Jee

इच्छा आपको इच्छित वस्तु से जोड़ती है और उम्मीद उसे आपके जीवन में खींच लाती है.

"इच्छा आपको इच्छित वस्तु से जोड़ती है और उम्मीद उसे आपके जीवन में खींच लाती है."

बॉब प्रॉक्टर